Sad Poetry Pics Biography
Source(google.com.pk)
Hum hain khamosh to khamosh hi rehne do
Koi aahat koi dharkan hamain aawaz na de
Hum ne ahsas ko aankho main bha dala he
Ab ye halat ki uljhan hamain aawaz na de
Khoya rehne do hamain gham ke andheroun main younhi
Zaid chandni raat ki dulhan hamain aawaz na de
Urdu Poetry .
Tags: Ghazal , Ghazal By Mohsin Naqvi , Hindi , Indian , Mohsin Naqvi , Pakistani , Picture Poetry , Poetry By Mohsin Naqvi , Sad Poetry , Sad Urdu Poetry , Urdu , Urdu Adab , engelsk ghazals , Urdu Poetry
add a comment
46 Votes
Sab Se Chupa Ker Durd Jo Wo Muskura Diya
Sab se chupa ker durd jo wo muskura diya
Uski hansi ne to aaj mujhe rula diya
Lehje se uth raha tha Her ik durd ka dhuwa'n
Chehra bata raha tha ke kuch ghanwa diya
Awaz mein tehraoo tha ankhoon mein nami thi
Aur keh raha tha ke mein ne sab kuch bhula diya
Janay kia usko logoon se thien shikyatien
Tanhayoon ke dais mein khud ko basa diya
Khud bhi wo hum se bichar ker adhoora sa ho gaya
mujh ko bhi itne logoon mein tanha bana diya!!!
Muqam-e-Jazbat Digitopia Yeah Tazad Mein Aya feat Falak Shabbir Ajmeeri By Gaye To Kia Kero 10/25/2012
Posted by Samia in Ghazal , Picture Poetry , Poetry By Ajmeeri feat Falak Shabbir , Sad Poetry , Urdu Poetry .
Tags: Ghazal , Hindi , Indian , Pakistani , Picture Poetry , Poetry By Ajmeeri feat Falak Shabbir , Ajmeeri feat Falak Shabbir , Sad Poetry , Sad Urdu Poetry , Urdu , Urdu Adab , engelsk ghazals , Urdu Poetry
2 comments
16 Votes
Tazad-e-Jazbat Mein Yeah Nazuk Muqam Aya To Kia Kero Gay By Qabil Ajmeeri
Tazad-e-Jazbat mein yeah nazuk muqam aya to kia kero gaye
Mein ro raha hoon to hans rahay ho, Mein muskuraya to kia kero gay?
Mujhe to is darja waqt-e-rukhsat Sakoon ki talqeen ker rahay ho
Magr kuch apne liye bhi socha mein yaad aya to kia kero gay?
Abhi to tanqeed ho rahi hai mere mazaq-e-junoon pe lekin
Tumhari zulfoon ki barhami ka sawal aya to kia kero gaye?
Tumharay jalwoon ki roshni mein nazar ki hairaniyan muslim
magr kisi ne nazar ke badle jo dil azamaya to kia kero gaye?
Utar to sakte ho paar lekin maal per bhi nigha dhalo
Khuda na karda sakoon-e-sahil na raas aya to kia kero gaye?
Kuch apne dil per bhi zakhm khaoo mere lahoo ki bahar kab tuk
Mujhe sahara banay waloo mein larkharaya to kia kero gaye?
Abhi to daman churda rahay ho, bigar ke Qabil se jaa rahay ho
Magr kabhi jo dharknoon mein shareek paya to kia kero gaye?
By Qabil Ajmeeri
Mohabbat Chup Nahi By Farhat Abbas Shah Rehti 10/22/2012
Posted by Samia in Picture Poetry , Poetry By Farhat Abbas Shah , Romantic Poetry , Urdu Poetry .
Tags: Farhat Abbas Shah , Ghazal , Hindi , Indian , Mohabbat Chup Nahi Rehti , Muhabbat , Pakistani , Picture Poetry , Poetry By Farhat Abbas Shah , Romantic poetry , Romantic Urdu Poetry , Urdu , Urdu Adab , engelsk ghazals , Urdu Poetry
add a comment
11 Votes
Mohabbat Chup Nahi Rehti By Farhat Abbas Shah
Wo kehti hai, Chaloo Farhat! Hawa ke sath chalte hain
Mein khamoshi se uske sath chal deta hoon bhujne ko
Wo mujhe se pochti hai tum kahan ghayab ho sadiyoon se
Mein kehta hoon hazaroon waswasoon ke darmiyan ghum hoon
Wo Mujh se pochti hai raat ki bechainiyan kia hain
Mein kehta hoon, wohi jo dooriyoon ke dil mein hotien hain
Wo mujh se pochti hai khof ka doraaniya kia hai
Mein kehta hoon, jo dil aur ghum ka hota hai museebat mein
Wo mujh se pochti hai badloon ki umer kitni hai
Mein kehta hoon tamzat ke mutabiq Paniyoon ke waqt jitni hai
By Farhat Abbas Shah
Tu Ne Jo Dekha To Nafrat Se Mujhe Yaad Aya By Mohsin Naqvi 10/18/2012
Posted by Samia in Picture Poetry , Poetry By Mohsin Naqvi , Sad Poetry , Urdu Poetry .
Tags: Ghazal , Ghazal By Mohsin Naqvi , Hindi , Indian , Mohsin Naqvi , Pakistani , Picture Poetry , Poetry By Mohsin Naqvi , Sad Poetry , Sad Urdu Poetry , Urdu , Urdu Adab , engelsk ghazals , Urdu Poetry
1 comment so far
9 Votes
Tu Ne Nafrat Se Jo Dekha To Mujhe Yaad Aya By Mohsin Naqvi
Tu ne nafrat se jo dekha to mujhe yaad aya!
Kaisay rishtay teri khatir yoon-hi torde aya hoon
Kitne dhundle hain yeah chehray jinhien apnaya hai
Kitni ujli thien wo ankhien, jinhien chorde aya hoon
By Mohsin Naqvi
Hain Meri Zindagi Ke Tamam Bikher Rahay Warq 10/15/2012
Posted by Samia in Picture Poetry , Poetry By Ahmed Faraz , Sad Poetry , Urdu Poetry .
Tags: Ahmed Faraz , Ahmed Faraz Poetry , Ghazal , Hindi , Indian , Pakistani , Picture Poetry , Poetry By Ahmed Faraz , Sad Poetry , Sad Urdu Poetry , Urdu , Urdu Adab , Urdu Poetry
add a comment
14 Votes
Bikher Rahay Hain Meri Zindagi Ke Tamam Warq
Bikher rahay hain meri zindagi ke tamam warq
Na janay kab koi andhi urda ker le jaye
Mein kab tuk dosroon ke dukh sambhal ke rakhoon "Faraz"
Jis jis ke hain wo nishani baata ke le jaye
Sad Poetry in Urdu for Girls for Boys in English SMS Images SMS In Urdu Pic Wallpapers Photos Pics Images

No comments:
Post a Comment