Very Sad Poetry In Urdu Biography
Source(google.com.pk)Aankhon Mein Sittarey To Kai Shaam Se Uttrey
Pr Dill Ki Uddasi Naa Dar o Baam Se Utrey
Kuchh Rangg To Ubhrey Teri Gull Perhni Ka
Kuchh Zang To Aaina e Ayyam Se Uttrey
Hote Rahey Dill Lamha Ba Lamha Teh O Bala
Wo Zeena Ba Zeena Barrey Aaram Se Uttrey
Jabb Takk Terey Qadmon Mein Farukash Hain Sabukash
Shaaqi Khatt e Badda Naa Labb Jaam Se Uttrey
Mujh say guraiz pa hai tou her rasta badal
Main sang-e-raah tou sabhi raston main hoon
Tu aa chuka hai satah pey kab say khabar nahi
Bay dard main abhi in hi gehraiyoun mein hoon
Aey yar-e-khush diyar tujhay kya khabar kay main
Kab say udasiyoun k ghanay jungaloun main hoon
Tu loot kar bhi ahl-e-tamanna ko khush nahi
Main lut kay bhi wafa k unhain qatiloun main hoon
Badla na merey baad bhi moazo-e-guftagoo
Main ja chuka hoon phir bhi teri mehfiloun main hoon
Mujh say bichad k tu bhi to roye ga ummar bhar
Yeh soch lay k main bhi teri khuahishoun maen hoon
Tu hans raha hay mujh pay mera haal daikh kar
Aur phir bhi main shareek tere qehqahoun main hoon
Khud hi misaal-e-laala-e-sehra lahoo lahoo
Aur khud hi ‘Faraz’ apnay tamashaioun main hoon
Ahmed Faraz’s famous sad urdu ghazal
Woh murawwat say mila hai to jhuka doun gardun,
Meray dushman ka koi waar na khali jaye,
A beautiful combination of sad urdu shair and sad urdu ghazal is shared in this post. I hope you enjoyed all the above designed poetry. This post is an addition to the collection of Ahmed Faraz,s Poetry.
this piece of poetry was initially created for poetrylog facebook page and lately i thought to add to this blog.and i would try to design few more nice poetry.
Urdu Shayari “aankhon se aanso urdu design shayari sad poetry,” “aik he bar cahat ki saza kyon nhi daytay urdu shayari,” “aik yahi aas he kafi hai mere jeene main urdu shayari by Wasi Shah,” “aj kal kis sy mohabbat hai tumain wasi shayari urdu shayari,” “aj to mosam bhi roo para urdu shayari by rabia basri,” “apni hatehli par rooz tumhara naam likhte hain urdu shayari,” “bahot mohabbt hai soke paton se mujhe fozia jawad urdu shayari in urdu,” “bina tery na aik pal ho urdu shayari,” “is qadar musalsal thi sidatin judaie ki ahmed faraz shayari,” “is qadr pyaar se na bola karo wasi shah shayari,” “jab yaad ay meri cahle ana urdu designed shayari by sapny.jpg”
Kehnay Ko Muhabbat hai lakin.
Ab esi muhabbat kia kerni….
Jo neend chura le ankhon se.
Jo khawab dikha k pholon k.
Tabeer main kantay de jai.
Jo gham ke kali raaton se.
Her aas ka jugnu le jai.
Jo khawab sajati ankhon ko.
Aansu he aansu de jai.
Jo mushkil ker de jeenay ko.
Jo marnay ko asaan keray.
Woh dil jo Pyar ka mandir ho.
Wo yadoon ko mehman kare.
Ab Aisi Muhabbat kaya karni….
Jo umer ki naqdi le jaey.
Sad Poetry in Urdu for Girls for Boys in English SMS Images SMS In Urdu Pic Wallpapers Photos Pics Images

No comments:
Post a Comment